Dil Bechara - Main Tumhara Lyrics

Main Tumhara Lyrics from the movie Dil Bechara.

Dil Bechara - Main Tumhara Lyrics

Main Tumhara Song Details:

  • Song: Main Tumhara
  • Movie: Dil Bechara
  • Song Composed, Produced and Arranged: A R Rahman 
  • Singer: Jonita Gandhi, Hriday Gattani 
  • Lyrics: Amitabh Bhattacharya

Dil Bechara - Main Tumhara Lyrics


Tum na huye mere toh kya
Hmm tum na huye mere toh kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara raha
Mere chanda Main Tumhara sitara raha

Rishta raha bas ret ka
Aye samandar Main Tumhara kinara raha
Main Tumhara, Main Tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya

Tu hi pehli guzarish hasrat bhi tu aakhri
Maahi mere masiha marzi bata kya teri
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara raha
Mere chanda Main Tumhara sitara raha

Main jado ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main diwaron ki tarah hoon
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tum ne seencha

Tum na huye mere toh kya
Hmm tum na huye mere toh kya
Main Tumhara, Main Tumhara
Main Tumhara raha
Mere chanda Main Tumhara sitara raha

Rishta raha bas ret ka
Aye samandar Main Tumhara kinara raha
Main Tumhara, Main Tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Previous
Next Post »