Neha Kakkar & Yasser Desai - Dil Ko Karaar Aaya Lyrics

Neha Kakkar & Yasser Desai’s Dil Ko Karaar Aaya Lyrics From Album Sukoon.

Neha Kakkar & Yasser Desai - Dil Ko Karaar Aaya Lyrics

Dil Ko Karaar Aaya Song Details:

  • Album Name: Sukoon
  • Tilte: Dil Ko Karaar Aaya  
  • Singer: Neha Kakkar & Yasser Desai
  • Music: Rajat Nagpal
  • Lyrics: Rana
  • Featuring: Sidharth Shukla & Neha Sharma

Neha Kakkar & Yasser Desai - Dil Ko Karaar Aaya Lyrics


Dua bhi lage na mujhe
Dawa bhi lage na mujhe
Jab se dil ko mere tu laga hai

Neend raaton ki meri
Chahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune
Yun thaga hai

Jab saanse bharu main
Band aankhein karun main
Nazar tu yaar aaya

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya oh yaara

Dil ko karar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya oh yaara

Har roj puche yeh hawayein
Hum toh bata ke haare
Kyun jikar tera karte hai humse taare

Har roj puche yeh hawayein
Hum toh bata ke haare
Kyu jikar tera karte hain humse taare

Ab kisse hai tere
Inn hothon pe mere
Izhaar aaya yaara

Dil ko karar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya oh yaara

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya oh yaara
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Abhijeet
admin
5 August 2020 at 11:52 ×

Hi

Congrats bro Abhijeet you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar