Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics From movie Rehnaa Hai Terre Dil Mein. The song was sung by KK and the lyrics were provided by Sameer.
Sach Keh Raha Hai song Details:
- Film: Rehnaa Hai Terre Dil Mein
- Song: Sach Keh Raha Hai
- Artist: KK (Krishnakumar Kunnath)
- Music: Harris Jayaraj
- Lyrics: Sameer
- Label: Saregama
Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana…
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana….
Jhoothe hai yaar ke vade sare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse puja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke vade sare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse puja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal… bas pal bhar mein
Aah…
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aake basi hai voh mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Voh door hai meri nazron se
Kyoon usse main chaahoon…
Oh…
sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke vade sare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse puja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda…
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka
Aah…
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na main us patthar ko
Jaa usse bata de
La lai lai lai lai la le
La lai lai lai lai la
La lai lai lai lai la le
La lai lai lai lai la
Maine har lamha jisse chaaha, jisse puja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda


ConversionConversion EmoticonEmoticon